Category Archives: Shayari-e-Husn
Shayari E Husn – Nazarein Bhi Mujhpe Thi Aur Parda Bhi Mujhse Tha.
Mujhse Mat Puchh Mere Mehboob Ki Sadgi Ka Andaz, Nazarein Bhi Mujhpe Thi Aur Parda Bhi Mujhse Tha. By Mairaj Saifi Hindi Version मुझसे मत पूछ मेरे महबूब की सादगी का अंदाज़, नज़रें भी मुझपे थी और पर्दा … Click Here To Read The Full shayari
Shayari-e-Husn – Koi Tum Ko Chura Le Na Mujh Se Kahin
Aise Mujh Se Na Nazren Milaya Karo, Is Tarah Mera Dil Na Churaya Karo Koi Tum Ko Chura Le Na Mujh Se Kahin, Tum Akele Kahin Bhi Na Jaya Karo Dekh Ke Aap Ko Chand Chip Jaaye Na, Aise Rukh … Click Here To Read The Full shayari
Shayari-e-Husn – Us Ne Har Dil Ko Bas Yun Todaa Hai
Hoor Jannat Ki Mujh Ko Lagti Hai, Es Zameen Par Hai Wo Magar Palti, Jo Bhi Dekhe Bane Diwaanaa Wo, Chaal, Wo Morni Ki Jab Chalti, Usko Husne Gurur Toda Hai, Us Ne Har Dil Ko Bas Yun Todaa Hai, … Click Here To Read The Full shayari
Shayari-e-Husn – Jub Mere Chand Ne Chandni Ka Jalwa Kiya Hoga
Haal Aasma’n Ke Chand Ka Kya Hua Hoga, Jub Mere Chand Ne Chandni Ka Jalwa Kiya Hoga. Aur Bhi Hasi’n Nazer Aayi Hogi Uski Soorat, Jub Aainey Se Usne Parda Kiya Hoga.
Shayari-e-Husn – Kitna Roshan Hai Tera Chehra Mere Hamdam
Kitna Roshan Hai Tera Chehra Mere Hamdam… Diya Jalane Ki Abb Kise Fursat Hai…
Shayari-e-Husn – Bin Phaloun Key Bhi Jhuk Jaayengey Tamaam Ye Darakht
Log Jhuk Jaatey Hain Apney Waqaar Sey, Leykin, Husn To Husn Hai: Khushkhwaar Hai Zameen Key Liye! Aap Aaneyn To, Bin Phaloun Key Bhi Jhuk Jaayengey Tamaam Ye Darakht, Khairmaqdamee Key Liye!!