Category Archives: Hausla Shayari
Chaudhwein Raat Ka Chand Ban Kar
Koi Chaudhwein Raat Ka Chand Ban Kar Tumharay Tasawur Mein Aya To Hoga, Kisi Se To Ki Hogi Tum Ne Muhabbat Kisi Ko Galay Se Lagaya To Hoga, Tumharay Khayalon Kay Agan Mein Meri Yaad Ke Phool Mehkay To Hon … Click Here To Read The Full shayari
Chand Ko Jab Qareeb Say Dekha
Chand Ko Jab Qareeb Say Dekha Door Say Dekhney Ki Shey Nikli
Chand Mujh Pe Ehsaan Kar Giya
Wo Chand Mujh Pe Kia Ajab Ehsaan Kar Giya, Zalim Mujhay To Sahib-E-Emaan Kar Giya, Wo Zehn Main Samaya To Kuch Istarah Laga, Jaisay Main Hifz Raat Main Quran Kar Giya.
Chand Sey Thoree See Mattee Lo
Chand Sey Thoree See Mattee Lo Phir Us Sey Do Butt Banao Aik Tum Jaisa, Aik Muj Jaisa. Phir Kuch Aisakaro In Buton Ko Tor Do. Phir Sey Iskay Do Butt Banao Tum Main Kuch Kuch Main Reh Jaoon Muj … Click Here To Read The Full shayari
Dar Pey Nisaar Chaand
Tehra , Jhuka Hua Terey Dar Pey Nisaar Chaand Nikla Jo Baadlo Sey Kabhi Sogwaar Chand
Sooraj Ka Zikr Chandani K Saath
Ahsaaan Agar Karo Tou Kisi Ko Khabar Na Ho Sooraj Ka Jesey Zikr Nahi Chandani K Saath