Category Archives: Dukh-o-Dard

Dukh-o-Dard – Hamsha aapke pass woh insan rahe

Har lamha apke hothon pe muskan rahe, Har ghum se aap anjaan rahen, Jiske sath mehak uthe aapki zindgi, Hamsha aapke pass woh insan rahe. Happy Birthday

Posted in Dukh-o-Dard | Tagged , , | Leave a comment

Dukh-o-Dard – Khuda kaise karoon shukriya is din ke liye

Khuda kaise karoon shukriya is din ke liye Jis din tumhe dharti pe bheja hamare liye Na jaane kyon main intezaar kar raha tha

Posted in Dukh-o-Dard | Tagged , , , | Leave a comment

Dukh-o-Dard – Tumhari is ada pe kya jawab du

Apne yaar ko kya tohfa du. Tumhari is ada pe kya jawab du Apne yaar ko kya tohfa du Koi acha sa phool hota to mangvata mali se Jo khud gulab hai usko kya gulab du…

Posted in Dukh-o-Dard | Tagged , , | Leave a comment

Dukh-o-Dard – Tujhay who sub kuch Ata karay

Kay Teray Janam Din par Khuda Paak! Tujhay who sub kuch Ata karay Jis ki Tammanna Teray Dil nay Ki, Har who Khuahish jo teray labon par Machalti ho Poori Ho! Aur teri yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain Teri MAsoom … Click Here To Read The Full shayari

Posted in Dukh-o-Dard | Tagged , , | Leave a comment

Dukh-o-Dard – Main kabhi na bhulunga apne yaar ka janmdin

Agar yaad tumko na rahe apna janmadin Check karte rahna yunhi apne mobile ka inbox hardin Main kabhi na bhulunga apne yaar ka janmdin Chahe woh ho mera akhri din Aapko jaroor mera yeh msg. milega Jispe likha hoga “mubarak … Click Here To Read The Full shayari

Posted in Dukh-o-Dard | Tagged , , , | Leave a comment

Dukh-o-Dard – Baar baar yeh din aaye

` Baar baar yeh din aaye, baar baar yeh dil gaaye, tu jiye hazaro saal, yehi hai meri aarzoo, Happy B’day To You !!!” ` Ayi Hai Subhah Wo Roshani Leke, Jaise Naye Josh Ki Nayi Kiran Chamke, Vishwas Ki … Click Here To Read The Full shayari

Posted in Dukh-o-Dard | Tagged , , | Leave a comment